logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - irfan haider - 2002

Reh gayi Ali ki beti gham utha ne ke liye

Zainab tanha hai X4

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Hussain bhi chalegaye hai sar kata ne keliye X 2
Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Hussain ki nighah bawafa ko dhund ne lagi X2
Kabra che mahi ne wali ki bana ne ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Jala diye sabhi chirag dasht me hussain ne X2
Ek beta rehgaya hai shaam jane ke liya

Kassim-e- Hazin ki laash tukre tukre hogayi X2
Har taraf se dasht-e- karbela saja ne ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Lagayenge wo aaj aag khaymaye hussain me X2
Aaye the jo fatema ka gar jalaane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Ek beti jo hussain rota chor aye hai X2
Ek beti saath laye kayd khane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Sakina keh rahi thi baba kayd me bhi ayiye X2
Apne sine par sakina ko sula ne ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Urhawo khak ay hawaw boli zainabe hazee X2
Bekafan husaain ko kafan urhane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Butool zadiyo ke sar se chadare bhi chinli X2
itne sare zulm aur is gharaane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Jala diye sabhi chirag dasht me hussain ne X2
Ek beta rehgaya hai shaam jane ke liya

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

Wafaa ka taaj unke waaste rakhaa he khuld me X2
Haath jo katayenge alam uthane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

HomebookmarkmybayaazSetting