logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - mir hasan mir - 2008

Mei parda-e-ghaibat se

(Anaa Yabna-Zahra, Anaa Yabna-Zahra) x2

Imam Parda-e-Ghaibat Se De Rahe Hai Sadaa

Anaa Yabna-Zahra, Anaa Yabna-Zahra

Nazar Mai Rehti Hai Har Waqt Mere Karbobala

Anaa Yabna-Zahra, Anaa Yabna-Zahra

Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Sajjad Ke Khaimon Ka) x2 Dhuwan Dekh Raha Hun
(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Zainab Chali Jis Aag Mei Aabid Ko Bachaane) x2
(Uss Raat Mei Pairon Ke) x2 Nishaan Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Jis Sar Pe Sajaa Karti Thi Dastaare-Muhammad) x2
(Uss Sar Ko Sare Noke) x2 Sinaa Dekh Raha Hun

Main Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun x 2

(Bas Teer Hai Chalne Ko Ab Asghar Ke Gale Par) x2
(Zaalim Ki Mei Khamraa) x2 Kamaa Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Jis Rukh Ke Liye Karte The Bosse Shahe Waala) x2
(Uss Rukh Pe Tamaachon Ke) x2 Nishaa(n) Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Maqtal Mei Kahaan Saani-e-Zehra Ki Ridaa Hai) x2
(Abbas Ke Baazu Hai) x2 Kahaan Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Aaye Na Watan Laut Ke Phir Aun-o-Muhammad) x2
(Ujraa Huwa Zainab Ka) x2 Makaa(n) Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

(Maa Baap Behen Bhaayi Phuphi Aur Aizzah) x2
(Ik Teer Mei Kitno Ki) x2 Mei Jaan Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

("Gohar" Hai Jahaa(n) Dafn Saqeefa Ki Shaheeda) x2
(Uss Qabr Ko Benaamo) x2 Nishaan Dekh Raha Hun

(Mei Parda-e-Ghaibat Se Samaa Dekh Raha Hun) x2

Anaa Yabna-Zahra, Anaa Yabna-Zahra, Anaa Yabna-Zahra

HomebookmarkmybayaazSetting