Ghazi ko bachpane mei
(Mere beta abbas) x3
Madine me eik raat ummul baneen bete ko lori sunarahi hai
Abbas abbas abbas abbas
Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
(Tere bazuo(n) ke hote) x2 Zainab na gham uthayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeHaider ki zawjiyat me jis din se hu mein aayiUnke labo ke mene bas ye duwa hai paayiYa rab wo laal de jo zainab ke kaam aayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeMaana ke tu banega salaar-o-meer lashkarLekin hussain ka tu bankar rahenga nokarItna khayal rakhna sar maa ka jhuk na jaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAka hussain ko tum bhayi kabhi naa kehnaJab tak hain saas baaqi bankar gulam rehnaMeri dua hai tumko sakaayi raas aayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeMein hu kaneez-e-zehra fizza se phir bhi kam huYe soch soch kar me bas mubtilaa-e-gham huTere sabab se beta zehra na ruth jaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeYe ghar hai sayyeda ka is ghar ki shaan pardaIs ghar ki betiyo ko suraj na dekh paayaShahzadiyo sar tak teri nazar naa jaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAb karbala ka manzar raavi ne yu(n) likha haiAbbas foj-e-sheh ka salaar bangaya haiKiski majaal hai jo sheh se nazar milaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeAshur ko hai tooti pyaaso pe kya qayamat Larne ke milna paayi jarrar ko ijaazatAbbas ja rahe hai mashko alam uthaayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhayeGhazi ke raaste par nazre hai bibio(n) kiAur hai dua musalsal zainab ke ye labo(n) kiMeri rida ka zamin ay kaash lawt aayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye"Rehan azmi" jab be dast ho ke ghazi
Maqtal me girgaya tha reyti pe karbala ki
Madar ki wo nasihat ghazi ko yaad aaye
Abbas abbas abbas abbas