logo

Bayaaz

donate usNotificationA

nauha - shahid baltistani - 2006

Abu-ar-reza

Abu ar-reza
(Yabna jaffar, abur-raza) x2 (Abur-raza) x2
(Ya musa-e-kazim) x2
Tu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda
(Ya musa-e-kazim) x4
Tere baba imam-e-sadiq haiJiske dam se hai Jafferi sareDeen-o-mazhab, sabak ibadat haiHam ko saye usi ke dar se mile Tu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Hai qaramat-e-murtaza tujhmeSaailo(n) ke bhi ye ata tujhmeRad jo hoti nahi kisi suratSaans leti hai wo dua tujhmeTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Tum bhi hajat rawa-e-alam hoHaideriyyat ka azm-e-mauqam hoTum dua-e-janab-e-zahra sePursadar-e-janab-e-adam hoTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Bas junoon-o-jabal jilawatniTere pyaaro(n) ke tujhse hai paayiKitne dana the tere diwaneUmr bhar teri nokri karliTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Almadad (maula raza) x3Tera beta imam-e-zamin haiJiske qabze mei raat hai din haiWo khurasaan ka hai shehzadaHar shifa uske dar pe mumkin haiTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Teri dukhtar hai qum ki shehzaadiUski chowkat pe de sada jo bhiJoliyaa(n) apni bhar ke laata haiGhamse milti hai usko aazaadiTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Tere taboot ki wo tanhaayiNa tha beta ghareeb na bhaayiChand mazboor aye ujrat parLash raste se teri uthwaayiTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Hai najaf dushmano(n) ke narghe meiKarbala samara ke raste meiBekafan momino(n) ke laashe haiKufr dakhil huwa madine meiTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Maula tu bhi dar-e-hawaaij haiTera sikka jahaa(n) waaij haiHam to har imtihaa(n) se guzrengeDene wala tuhi nataij haiTu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2Tu bhi "Rehan" istighasa kar

Kehke ya Musa ya bin-e-jafar
Nauha goyi karu qayamat tak
Aur ghulaami karu dar-e-shah par
Tu saathwa mushkil khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim) x2
(Yabn-e-jaffar abur-raza) x2 Abur-raza

HomebookmarkmybayaazSetting