Kayamat ke manzar sare
kabalaa hai na salaar hai aur na lasker bachaa hai Kayamat ke manzar
Khudda
yaa kise per na rota hai aisi
ye
kehte hai suraj gurur ho gayaa hai
Kayamat
ke manzar
Sadaat
hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n), saadat hai pardes hai
Kya
waqt hai Ghazi nahi Zainab hai Nigheban
(Sadaat
hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 saadat hai pardes hai
Ai raat andhero ko
zara aur barhaa deMaqtal ki hawaa jhalte
Charagho(n) ko bujaa deDekhe naa Alamdaar behen
ko sar-e-uriyaan(Sadaat hai pardes hai
aur Sham-e-ghariba(n)) x2 saadat hai pardes hai
Bibi koyi jhule ki jali raakh utha kerkehti hai agar tu nahi
aayaa Ali asgarkhud run me chali
aaengi besheer teri maa(Sadaat hai pardes hai
aur Sham-e-ghariba(n)) x2
Tu bhi naa rahaa jee ke karoo(n) kiyaa mere
bachekhud apnne hi hatho(n)
se meri kabr bana delailaa pe ye hoga Ali
Akber tera ashsaan(Sadaat hai pardes hai
aur Sham-e-ghariba(n)) x2
Daryaa ke taraf aah hai alamdaar kaa laashaamaqtal me ajab haal se
ati hai sakinaKhaimo kaa dhuwa(n)
aankh me jhal taa huwaa daman(Sadaat hai pardes hai
aur Sham-e-ghariba(n)) x2
kehte hai ye jhalte huwe khaymo(n) mei musallesajaad tahajud to zara
chain se perhleAfsoos ye mohlat bhi
nahi dete musalman(Sadaat hai pardes hai
aur Sham-e-ghariba(n)) x2 Woh waqt "taqallum" thaa ajab
bint-e-ali perKehne
lage maula jo nikaab apni uthaa kerme
baap hu Zainab muje pehchaan meri jaan(Sadaat
hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2