Bagdad ka Qaidi
YA MUSA-E-KAZIM X6haye haye imam kazim imam x3kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2bazaar-e-shaam x2 hai aankhon me sajjad ka lab par nauha haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2khud qaid jahan par kazim hai har din hai raat ke jaisazindaan hai yeh bhi tang magar har raat raza ka babazindan-e-shaam x2 jo yaad aaye deewar se sar takrata hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2hai door nigaho se lekin is ka bhi jawan hai betajab yaad raza ki aati hai ruk karke karbobala kazakhmi akbar x2 ke seene se nazro se bose leta haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2jab shaam ke saaye badte hai badti hai sadaye giryaek dard sa dil me uthta hai kehte hai tadapkar maulahai saath raza x2 ke masooma zinda me sakina tanha haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2mazloom paraye desh me hai dharas hai dil ko phir bhi mil jayega mujhko gusl kafan basti hai musalmano kimazloom hussain x2 ki gurbat par dil khoon ke aansoo rota haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2hai chauda baras se qaid magar phir bhi wo yehi hai kehta abid ka ruku aur mera ruku ek jaisa nahi ho saktamain tanha hoo x2 woh maa behne bazar se lekar guzra haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2mazloomi matam karti hai padhti hai gurbat nauhawoh jiske dada ko aakar jibraeel jhulaye jhula laasha uska x2 mazdooro ne baghdad ke pul par rakha haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2baghdad ke qaidi ne har dum abid pe kiya hai girya lekin akbar is gurbat par sajjad bhi rota hogazanjeero me x2 tha jakda hua jab kazim ne dum toda haikar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2baghdad ka qaidi rota hai baghdad ka qaidi rota hai