haye sajjad x6jaa raha hai karbala se qafela sadaat kasajjad haye sajjadkal talak salaar is tha alamdar-e-jari x2aaj hai salaar iska bediyo wala alihaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4jab madine se chal tha qafela sadaat kamisle haider pasbaa abbas tha sadaat kakaisi gurbat ek din me bibiyon par cha gayiek abid na tava hai aasra sadaat kahaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4kal talak abbas ki thi har kadam par yeh sadaaye parindo muh chupalo hai safar me sayyadaaaj yeh salaar hai aur shamiyo ki bheed haimaangta hai har kadam par haye zainab ki ridahaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4qafela ek woh tha mehmil me thi sab saidaniyanqafela ek yeh hai paidal chal rahi hai bibiyanqafla salaar ki gurbat ka alam dekh karbain karti jaa rahi hai har kadam par bediyahaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4har ghadi sabir rahe hai dono mire karwaakarbala tha ek ka maidan shaam ek ka imtehaaaaj hai rehwar ki gardan me sar abbas kaabid-e-bimar ki gardan me tauk e girahaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4shor karte hai sitamgar taaziyane maar kemuntazir kurshi nashi hai itrate athar keqatl gairat ho rahi hai har gali har mod parinna lillah hai labo par abid e bimar kehaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4hai qamar kham aur haatho me asa thame huekis tarha pehchaane aakhir fatema sughra iseaagaya yawar madine me mera maula magarlaut kar aayi na abid ki jawani shaam sehaye sajjad haye sajjad x2qafela sadaat ka hai x4